kabeer sabharwal raja rani şarkı sözleri
(Humming)
Suna doon kya meri kahani, Wo kahani
Suna raha meri zoobani , Hai purani
Main raja tha wo meri rani, Aasmani,
Jaadu wo jaane , Jaadu chalake meri baatein jaani
Suna doon kya meri kahani, Wo kahani
Suna raha meri zoobani , Hai purani
Main raja tha wo meri rani, Aasmani,
Jaadu wo jaane , Jaadu chalake meri baatein jaani
Kahaan miloge?
Fir kya kahoge?
Ghabra gaya main jo agar
Maaf karoge?
Tum to pari ho
Bilkul khari ho
Aise agar baat karoon
Sharma kya doge?
Suna doon kya meri kahani, Wo kahani
Suna raha meri zoobani , Hai purani
Main raja tha wo meri rani, Aasmani,
Jaadu wo jaane , Jaadu chalake meri baatein jaani
( Humming)
Tu barkha ke, Bhanwar jaise
Utar ke nazar baandhe meri
Bata kaise , Sanam aise
Khabar pe khabar jaane meri
Yunhi nahin
Milta koi
Itna haseen
Mujhko yakeen
Hota nahin hai
Jab wo hase
Aisa lage
Surajmukhi
Raaton mein bhi
Sota nahin hai
Suna doon kya meri kahani, wo kahani
Suna raha meri zoobani , hai purani
Main raja tha wo meri rani, aasmani,
Jaadu wo jaane , Jaadu chalake meri baatein jaani
(Humming)

