kabeer sabharwal sanam mere şarkı sözleri
Mera gunaah, yahi to tha
Ke pyaar mein, tere jiya
Ye raasta, jahan chala
Tu hamsafar, mera bana
Tujhpe hi maine haari
Meri
Ibadatein
Sab Aadtein
Shraratein
Sanam Mere
Sanam Mere
Meri subaah, ki tum wajah
Andhera ye, kyun kar diya
Ye gam mere, the sach nahin
Kyu zindagi mein bhar diya
Kaise main karoon bayaan ye
Tujhe
Tu khwab hai
Shbaab hai
Jawaab hai
Sanam Mere
Sanam Mere
Panchi desh gayo ji
Man ye, johe tauri baat
Kab deesh diyoge tum
Ise piyaa milan ki aas

