kabeer sabharwal yaara ve şarkı sözleri
Ek pal mein zindagi
Badlegi yun kabhi
Aisa socha nahi tha ki mumkin hoga kabhi ye
Tum sang hoga kabhi
Aisa rishta koi
Jiske baare mein bhi sochun main to dhadkan badhi ye
Anjaana sa tu maana tha
Anjaani si dhun laya tha
Paana tumko ye maanga man ne
Man se mere
Koi haq to hoga tumpe
Mera mera mera mera tumpe, yaara
Mera mera mera mera tumpe, yaara
Mera mera mera mera mera tumpe
Yaara ve, yaara ve, yaaraa
Tera tera tera tera tera hampe, yaara
Tera tera tera tera tera hampe, yaara
Tera tera tera tera tera hampe
Yaara ve, yaara ve yaara ve
Maine dekha nahi
Qaatil tumsa koi
Marke khus hoon teri naadani se
Jugnu aankhe teri
Dil mein daakhil hui
Roshan ki zindagi meri
Anjaana sa tu maana tha
Anjaani si dhun laya tha
Jaana tune ye maana tune
Man se tere
Haan haq to hai mera tumpe
Mera mera mera mera tumpe,yaara
Mera mera mera mera tumpe,yaara
Mera mera mera mera mera tumpe
Yaara ve, yaara ve, yaaraa
Tera tera tera tera tera hampe, yaara
Tera tera tera tera tera hampe, yaara
Tera tera tera tera tera hampe
Yaara ve, yaara ve yaara ve
Ye naino ki jaadugari
Tu mujhpe chalane lagi
Ke dil ye qayamat mein bhi
Pukarega bas tumko hi
Ye aadat tumhari lagi
Ya aafat pata hi nahi
Main majnu bana ek naya
Ya ranjha pata hi nahi...

