kabir katal şarkı sözleri
Dekha tujhko pehli baar
Jaise pehli nazar ka pyaar
Mili nazar jab tujhse yaar
Hua yeh mujhpe kaisa waar
Lag rahi thi thodi shy
When she looked into my eyes
Uski aankhein kehti lies
She was katil in disguise
Banda smart mai koi kami na
Thoda sa mai hu kamina
Baaton mai mere badi hai gehraiyaan
Usmai doob jau aise man kiya tha mera jaise
Mera bachna toh nahi tha kar k tai woh aayi aaj
Hue knees weak kahi gir na jau mai
Pyaar mai tere mujhe sambhal hua yaar
Pehli baar mai katal
Ooo pehli baar mai katal
Ghum hue hai saare hosh hoth bhi hai numb
Uska dikhna itna hot bhi toh hai sitam
Uske moves ne bada rakha hai temperature
Aag floor pe lagayi hum gaye pighal
Vibe ban raha the slow flow pe aagayi thi woh
Maine pucha usse tere ghar ya mere ghar
Usne push kiya kaha ke hum toh just mile yaha pe
Baat jaldi na badake close reh magar
Hue knees weak kahi gir na jau mai
Pyaar mai tere mujhe sambhal hua yaar
Pehli baar mai katal
Ooo pehli baar mai katal
Ab na hosh mujhe behosh
Hua mai shor mai you khamosh
Diya joh tune aisa dose
Zara ab tu bhi reh tayar
Usmai doob jau aise
Mann kiya tha mere jaise
Mujhko ghoor rahi woh aise
Jaise kha jayegi yaar
Hue knees weak kahi gir na jau mai
Pyaar mai tere mujhe sambhal hua yaar
Pehli baar mai katal
Ooo pehli baar mai katal