kabiraa ajnabee şarkı sözleri

Zindagi ki raahon pe milunga tujhe fir kabhi. Jab mein tera, tu meri par hum ajnabee. Mere ajnabeee, teri lath lagi, teri lath lagi mere ajnabee. Aaya tera kabiraa Zindagi me dekhe hazaron mukhde. Ik aisa mukhda kar gaya hazaron tukde Tukde us dil ke jo mehfooz ashiyana Dar badar ye bhatke dhundhta naya thikana jaana. Hum raza mein rehte, sawal chand the Sath unke jeene ke liye hum razamand the Jazbaaton ki deewaron mein fase hum band the. Aakhir tak chaha par hum unki aakhri pasand the. Jaan na pehchaan par wo jaan ban gayi Apsara thi kese wo shaitaan ban gayi Lath lagi Sukoon ki baton mein wo teri khona Lipte ik duje se niche makhmali bichona Niche makhmali bichona Yaadon mein teri khona Ab bhi chahun tera honi karti tu jaadu tona Kesa tera jaadu tona? Ho na ho ye upar wale ka hi to khel hai Salakhon se dikhe tera chehra jail ye De do ab saza ya kar do rihaa Gunhegaar hun mein tujhko chahna gunaah Apna mana tujhko to baaki begaane Kalam ye cheere kagzon ko likhti fasane Yaddo mein teri lahu luhaan gaane Tere kadar meri kalam pehchaane Jism ko tere chune ka khayal ant mein Darinda duniya ke liye par tera sant mein Dil ne kaha tu chahiye to dhadkan ruka li Us din se har ladki ko dekh nazrein jhuka li Jo dil mein tu hai mere to dimag mein koi aur kese Tu hi to kahazana mera kurban ye Daulat aur ye pese Kurban ye Daulat aur ye pese Janiya Zindagi ki raahon pe milunga tujhe fir kabhi. Jab mein tera, tu meri par hum ajnabee. Mere ajnabeee, teri lath lagi, teri lath lagi mere ajnabee. Ajnabiyon ki mehfil mein tum mere khaas ban gaye Mein maut se jodne chala tha Rishta tum jeene ka ehsaas ban gaye Baatein kyun hai teri chubhne lagi Mein na jaanu teri lath kyun lagi Bhul gayi sab kuch teri wajah se Khoyi apni khudi ho mere ajnabee Mere ajnabee mere ajnabee
Sanatçı: Kabiraa
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:31
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kabiraa hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı