kabiraa ek tarfa pyaar şarkı sözleri

O bhai babu shona wale coupliyon Tumse lakh guna zyada dum na mere ek tarfa pyaar me hai Aaya tera kabiraa Le bhai Snooze beat to bajade Man mein mere zalzala Akela Mein Chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala MAN mein hai zalzala Akela mein chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala Man mein mere zalzala Akela Mein Chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala MAN mein hai zalzala Akela mein chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala EK tarfa pyaar chuta ye gharbaar Thap hai karobaar ban gaya mein gunhegaar Kismat ki rahon ka chukta karna hai udhaar Lad liya mein khudse fir bhi na bhulata tera pyaar Barsa de baarish khuda tu kahin se baadal la Kar de tabadala, kahin se yaadein la Yaadon mein mein jala, man mein hai zalzala Fir bhi na jane kyun tere bin zindagi me rehti khala Haseen the wo lamhe sath jo guzare hum bechare, ishq mein haare tute kismat ke sitare Bhula diye nazare fir bhi najane kyun Najane kyun tere dono naina lagte behadh pyaar Zindagi mein sabse zyada tujhko tha maana Mein deewana geet gaana ruthe to manana Khudse hun me anjamna sun le oh jaane jana Meri yaadon ne ab tujhko tere khwabo mein aake hai rulana Man mein mere zalzala Akela Mein Chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala MAN mein hai zalzala Akela mein chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala Man mein mere zalzala Akela Mein Chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala MAN mein hai zalzala Akela mein chala Ek tarfa pyaar ki rahon mein mera dil jala
Sanatçı: Kabiraa
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:12
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kabiraa hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı