kagaz kagaz intro şarkı sözleri
Mera har koi apna
Nahi koi paraya
Likhawat main simtey alfazo ko
Meri karwato ne samaya
Kuch baaton ko sanjoyaa
Likhney ki chahat rakhtey haaton ne
Mere vajood ko vajah di
Mere kuch pannoo ne
Duniya ki shakal hee badal daali
Kabhi sochta hu
Ki koi meri kahani bhi kahey
Sabki jubaan mai banu
Toh koi mughse meri bhi sunney
Aaj mai hu
Kal rahu ya na rahu
Par sbko mere hissey se
Kuch yaadien dena chahta hu
Khud jal kar bhi
Meri ibadatt ki garmi dena chahta hu
Bus kuch lafz hai
Kehna chahta hu
Miluga jald hee
Ek pyaara dost bankar

