kaifi khalil kahani suno 2.0 - (reverb) şarkı sözleri

Kahani suno han zubani suno Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha Kahani suno han zubani suno Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha Dewana huwa mastana huwa Teri chahat main kitna fasana huwa Tere aane k khushbu , Tere jane ka manzar Tuje milna padega, ab zamana huwa Sadaiyein suno ha jafain suno Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha Hai tamana hume tumhe dulhan banaye Tere hathon pe mehendi Apne naam ki sajaiyein Teri lele balaye, tere sadqe utaare Hai tamana hume tume apna banaye Nahi mushkil wafa zara dekho yahan Tere aankhon meh basta ha mera jahan Kabi sun toh zara jo main keh na saka Meri duniya tum hi ho Tum hi aasara Duwaaein suno ha sazayein suno Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha Kahani suno zubani suno Muje pyar huwa tha ikrar huwa tha Muje pyar huwa tha Pyar huwa tha Pyar huwa tha Pyar huwa tha
Sanatçı: Kaifi Khalil
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:55
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kaifi Khalil hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı