kalakaar dil kham kha şarkı sözleri

Dil khamakha tujhe chahen yun Tere siwa koi doosra na ho mera Main jaaun kahin bhi milte hain mujhe Har kadam pe tere kadmon ke nishan Dil khamakha Main meet bhi jo gaya jo kehna tha woh keh gaya Zubaan se bola na na tune aankhon se Sun le o bekhabar tujhe kya pata kya ho gaya Woh tune na suna jo maine tha kaha Lamha aake thahar jaye jo tujhse tha mera juda Yeh thi meri dua ke ho na hum juda Waqt aake chala na jaye usko tum tham lo zara Yeh wada hai mera mujhe paaoge waha Mere dil ke zakhmon pe mahram sa hai tu Sukoon ka ek dariya tu mujh mein hai kahi Dil khamakha Main aksar un yaadon mein jakar roya hoon Jinmein tum na mile phir mujhe kahin Har ek baat teri meri meri yaadon mein basi Sunata hoon kahani phir has ke main wahi Phir raste wahi jo tere dar pe mure Phir manjilen wahi jo tujh tak jaa mile Phir khushiyan ho wahi jo tere sang mein mile Phir zindagi wahi jo tere sang beete Kyun khamakha sa kyun bewajah sa Hum-darde tu mera tu mujh mein hai kahin Dil khamakha tujhe chahen yun Tere siwa koi doosra na ho mera Main jaaun kahin bhi milte hain mujhe Har kadam pe tere kadmon ke nishan Dil khamakha
Sanatçı: Kalakaar
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:46
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kalakaar hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı