kalakaar teri meri kahani şarkı sözleri

Meri kahani khatam jahan ho Meri zubaan pe zikr bas tera ho Main lakh chhupaoon palkon ke peeche Tera chehra hai meri nigahon mein Meri saanson mein tu hai mere dil mein bhi tu hai Is rooh ko kaise koi churaaye Main lakh manaoon is dil ko mere Par tujh pe hi aake ye ruka hai Yeh jag hai paraya mera dil hai tumhara Phir tu kyun mujhse aise khafa hai Teri meri kahani jag ko main sunaoon Dil cheer ke apna tujh ko dikhaun Sajana na ja aa haan Mahiyaa aaja aaja na Raaton ke khwab bhi roothe se kyun milte hain Dhoondte hain haan phirte hain koi thikana tera Jhoothe wo vaade the jhoothi wo kasmein thi Chhuta wo haan daaman bhi jisme basta tha main Aisa koi nahin hai jis ko main sunaun Apne hisse ke aansu dikhaun Tere bina na zindagi hai nahin koi khushi hai Dhadkanein tujhse hi judi hain Teri meri kahani jag ko main sunaoon Dil cheer ke apna tujh ko dikhaun Sajana na ja aa haan Mahiyaa aaja aaja na
Sanatçı: Kalakaar
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:32
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kalakaar hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı