kalam ka gulam mehboob şarkı sözleri
Main chal padha apni un raho pe
Jin hawao main tera nasha
Main khoya rahoon teri yaadon main
Yaa karda mujhko tu fanha
Hum mar chuke hain ishq ki khatir
Ab jine main bhi kya maza
Humne maar ke jo hai paya
Koi jite ji hi na pa saka
Aaj bhi teri har yaadon main teri har rahoon main khoya rahoon
Aaj bhi teri kahi batoon ko haan sine se lagake main rakhu
Sach kahu tho mujhe aaj bhi ratoon main neend tho aati nahi
Kahi kho na doo main tera khawab tabhi ratoon main soya raho
Teri yaadan hi mujhko hasti hai
Teri yaadan hi mujhko sasati hai
Mujhe roone ki aadat nahi
Teri yaadan hi mujhko rulati hai
Wo safar bhi kya safar jis safar main ho sath humsafar nahi
Jis safar main humsafar nahi wo safar ho mukamal nahi
Wo raat bhi kya raat jisme ho tera khawab nahi
Wo baat bhi kya baat jisme ho teri baat nahi
Kya wo dharam or kya wo jaat jisme ho payar nahi
Wo payar bhi kya payar jiske liya hoo dil bekarar nahi
Kardu amar tujhe panno pe likhdu tera har saz main
Mera baad dhundhe jo duniya tera naam meri hi rakh sa
Likhdu teri har baat main likhdu tera ehsas main
Meri kabar pe likha jaye naam mera tera naam ka hi baad main
Hum phir milange us mulkh main
Jaha aana jana munkin nahi
Meri ankho main hasrat teri
Aur tujhsa uchi koi mang nahi
In bighi si barsatoon main kandho pe sar rakh main soya rahoo
Tu bas kahe apni main teri batoon main khoya rahoon
Main kal bhi tera tha main aaj bhi tera hoon
Ik baar mud kar dekh tho sahi
main maar kar bhi tera hoon
In bighi barsatoon main
Teri unhi rahoon main
Main aaj bhi tera
Intazaar karta hoon

