kalamdhaari death kiss şarkı sözleri
Kabhi kabhi zindgi Jab palat jaati hai
Kabhi kabhi jeene ka mann hi nahi karta
Koi wajah hi nahi bachti lekin
Phir mujhe yaad aata hai ki
Agar kuch kiye Bina chala gaya to phir
Yaad bhi kon rakhega mujhe Aakhir hai na?
Maut meri aakhon me jhaake hai
Sapno me karti wo baatein hai
Mujhko le jana to Chahe wo par
Par zindgi baahon ko thaame hai
Maut meri aakhon me jhaake hai
Sapno me karti wo baatein hai
Mujhko le jana to Chahe wo par
Par zindgi baahon ko thaame hai
Maut se Jeevan hai badtar
Zindgi maare hai aksar
Aana to aayegi maut bhi
Rahu kyu Aakhir mai darkar
Ghumu bekhauf mai khuda se baat cheet
Kabu me dharti hai aur hai Akash bhi
Swarg se dharti se le ke patal bhi
Jaane hai sab meri kahaani-ya
That's why they call me above all
KALAMDHAARI
Maut meri aakhon me jhaake hai
Sapno me karti wo baatein hai
Mujhko le jana to Chahe wo par
Par zindgi baahon ko thaame hai
Maut meri aakhon me jhaake hai
Sapno me karti wo baatein hai
Mujhko le jana to Chahe wo par
Par zindgi baahon ko thaame hai
Maut se Jeevan hai badtar
Zindgi maare hai aksar
Aana to aayegi maut bhi
Rahu kyu Aakhir mai darkar
(Khuda)
Tumhara hi ansh hun mujhe na debaya jaa skata hai
Hamesha Amar hun mujhe na mitaya jaa sakta hai
Toota har aaina par kaanch se Sach na chupaya ja sakta hai
Dil me jazba mere Jisse parvato ko bhi uthaya jaa sakta hai

