kalamdhaari jazbaat (feat. sick-ka) şarkı sözleri
Kabhi sochta hoon tujhse baat karu
Kabhi sochta hu Kaise jazbaat kahu
Kabhi sochta hun Kya mai dhoondh raha
Kabhi sochta hoon aakhir
kyu mai doob Raha
Kabhi sochta hoon tujhse baat karu
Kabhi sochta hu Kaise jazbaat kahu
Kabhi sochta hun Kya mai dhoondh raha
Kabhi sochta hoon aakhir
kyu mai doob Raha
Jaana ab rehna hai door na
Mai har jagah tujhko hi dhundhta
Mai chahta hu saath tera
Par kismat ko meri qabool na
Na bhulna chahta tujhe
Par yaadien ye chubti teri
Tu meri Mai tera rahunga
Par kismat ye kutti bari
Mai ant tak yu larta rahunga
Teri baatein karta rahunga
Tu aaye ya aaye na
Mai tujhpar hi marta rahunga
Bhulu mai Kaise
Tu mera hi kissa hai
Door hun mai tujhse bhale
Par Tu mera hi hissa hai .
Mehsoos ho raha mein akela
Na koi saath mera
Apna bhi nhi de rha
Paraya kyu saath hi dega
Aaj dil ki baat meri sunn
Itne dino se mein tha chup
I know baby I'm toxic let's end this
And start new book
Sab yaad hain mujhe teri baatein
Wo adhe ghnte ki mulakatein
Din mai jo dikhe tera chehra
Soota nahi mein phir kuch raatein
Aj bhi mujhe pyaar hai tujhse
Lekin tujhse nahi hai
Ab tu pas nahi meree
Tu durr kahi hai
Kabhi sochta hoon tujhse baat karu
Kabhi sochta hu Kaise jazbaat kahu
Kabhi sochta hun Kya mai dhoondh raha
Kabhi sochta hoon aakhir
kyu mai doob Raha

