kalasick main tera hua şarkı sözleri
Main tera hua
Ya hua hi na
Dekha hai maine jaate tujhe jaha
Jaane ab kaha
Dekh saku na
Tu dekh raha hain to bata de kaha
Tujhe yaad karu itna
Ki har pal hai lagta tu bethi hai pass mere
Dil bhi ab ye hai kehta ki sach nhi ji raha banawati boone hain khaab mere
Hai sath nahi dena chata
Najaane hain dar ise apne kis dard ka
Main phirse akela koi bhi ho sath mere aisa hi hain kyu lag raha
Kya itna jaruri tha tu tujhe kho ke lagta hai ki sab kuch hi kho diya
Dil humesa ki tarah phirse bechara tere diye itne (Dard) ro gaya
Ha socha nahi tha main likhu tujhe par na jaane na maine ye kyu kiya
Chupa ke tha rakha humesa par lagta hai dard ye thoda ab kam kiya
Main tera hua
Ya hua hi na
Dekha hai maine jaate tujhe jaha
Jaane ab kaha
Dekh saku na
Tu dekh raha hain to bata de kaha
Main jahu jaha
Tu hai nahi waha
Hmm hmm
Main kho hu chukka tha jo dundh raha
Main tera hua
Ya hau hi na
Hau hi na hau hi na
Main jahu jaha
Tu hai nahi waha
Tere saare gum ko sameta
Jaise kabhi the na wo waise
Tujhe dena chaha wo sab jo tune socha de nahi sakta par main kaise?
Tere liye kiya wo sab
Jo sayad main karta nahi khud ke liye bhi
Par tune sikha diya karna tha phele mujhe ye sab khud ke liye hi
Haa pas tu mera
Ye sapna tha mera
Tu thi kya hakiqat
Puche ye savera
Ab saayan ye kaate
Or baatein wo chubhti
Ye din na hai mera
Bus raatein ye teri
Yaadon ki lakire
Ab ankhhon mein dikhti
Band karu inko to tu saasoon mein bighi
Ye palke jo bhaari
Ab kholu na kabhi bhi
Kabhi bhi
Kabhi bhi
Kabhi bhi
Main tera hua
Ya hua hi na na na
Hmmhmm
Main jahu jaha
Tu hai nahi waha na na na
Hmm hmm hmm
Main tera hua
Ya hua hi na
Dekha hai maine jaate tujhe jaha
Jaane ab kaha
Dekh saku na
Tu dekh raha hain to bata de kaha
Main jahu jaha
Tu hai nahi waha
Hmm hmm
Main kho hu chukka tha jo dundh raha

