kardam trivedi, devendra dangi jiya tumne şarkı sözleri
Thodi thodi baaton ko
Saari saari raatoan ko
Soch ke
Jiya tumne
Jiya tumne
Aankhon ke ghere kyun
Aansoo se seenche yun
Ki Ghaav sa
Kiya tumne
Kiya tumne
Raaton ko bas sona tha
Aisa hi bas hona tha
Chahe kitni ho baat badi
Neendon ko na khona tha
Tere mere khwabon
Kitabon gulabon ko
Fenk kyun diya tumne
Diya tumne
Toota hi dil jaane hota tanha bhala hai
Tajurba ye mujhko tumse milkar mila hai
Isse bhi zyda hona ab bura hai
Ki aankhon ki maujoodagi mein chaand dhala hai
Jo bhi kiya Dil se kiya
Badle mili aisi wafa
Apne in haathon ki
Judti si rekha mein
Faasla kiya tumne
Kiya tumne
Jiya tumne
Jiya tumne

