karim barolia jeet ka piyala şarkı sözleri
Yeh game hai humara aur swag bhi nirala
Jam ke khele larkay yeh worldcup hai aala
Goro se larai kardi sab ki jo dhulai
Paroosi ko haraya toh life jinga lala
Taaliyo ka shor aur kaantay ka jor hai
Ab jeet ke dikhade kitna tuje mai zor hai
Gar wicktay ye tez toh tension ka phase ho
Ammi ko bula lay tasbeeh bhi utha le
Aaja hoo
Aaja hoo
Jeet ka piyala ik baar phir utha la
Jeet ka piyala iss baar tu utha la
Jeet ka piyala ik baar phir utha la
Jeet ka piyala iss baar tu utha la
Balla ghuma ke tu ek chaka laga de (bhaii)
Toofani gaind phaink aur wicktien ura de (bhaii)
Dive laga ke hero run bhee bacha le
Run out kar ke points ko barha le (bhaii)
Gar wicktay ye tez toh tension ka phase ho
Ab khala ko bula lay tasbeeh bhi utha le
Aaja hoo
Aaja hoo
Jeet ka piyala ik baar phir utha la
Jeet ka piyala iss baar tu utha la
Jeet ka piyala ik baar phir utha la
Jeet ka piyala iss baar tu utha la
Yeh shor hai zor inn haathon mein
Yeh shor hai zor inn haathon mein
Yeh shor hai zor inn haathon mein
Yeh shor hai zor inn haathon mein
Shor hum machaen ge aur jaan tum larao ge
Inn seeteeon ki goonjh mein, tum baazi, yeh baazi, har baazi le jao ge
Jeet ka piyala ik baar phir utha la
Jam ke khele larkay yeh worldcup hai aala
Jeet ka piyala ik baar phir utha la
Jeet ka piyala iss baar tu utha la
Jeet ka piyala ik baar phir utha la
Jeet ka piyala iss baar tu utha la

