karma intro (i.c.u.) şarkı sözleri

Jhoote ye gaane banaare Saare ke saare gaddar Hain Gaano ka kaala bajaar hai Tabhi hum bane vyapaari Tabhi ye bana vyaapaar hai Tabhi ye ghanta kamaare Tabhi hum andhaa kamaare Kuki Kandho pe daaromadaar hai Soch se ye bande bimaare hai Sabhi bas kehne ke star hain Haters ki lambi qataar hai Fools ki photo pe fool ka haar hai Gaano se dhool chataare Gaano m bante khoonkhaar hain Asli m chada bukhaar hain Jhadge mein bande bulaare jhadge mein kada utaare Hum Sir pe de maare par inse ladna bekaar hai Ye bande gaware or bande gawaar hain Ye bin padhe likhre or gaare Jhoote ye gaane banaare Saare ke saare gaddar Hain Gaano ka kaala bajaar hai Tabhi hum bane vyapaari Tabhi ye bana vyaapaar hai Mere apne mujhse roothe jalne lage pata chala ke apne nahi the vo mere Mein Use karke sabko aage badhu ese wale bhi sapne the vo mere Par saath nahi the vo mere jab raaton ki job mein shaamil mein Dosti ki thi mujhse kyuki pata tha niklunga kaabil mein Bole ke tune bada kiya Khud bhi bada ho Fir badi badi waali baatein karenge Tu meri do sunna mein teri sununga Jo kabhi na poore vo waade karenge Tu facts pe baat kar Warna aage badh Tu bole ke mujhko bada kiya Doosra pakad, or ab usko bada kar chal aage badh Bande reh gaye kam aake chokron ne jagah li Ye baatein karte esi jese game poori sambhaali Par gaano se lagta ke gaadi jese tese chala li Rappers aadhe reh gaye aake jokeron ne jagah li Jhoote ye gaane banaare Saare ke saare gaddar Hain Gaano ka kaala bajaar hai Tabhi hum bane vyapaari Tabhi ye bana vyaapaar hai Deep kalsi ke sangeet pe KARMA Dehradun ka mera khoon
Sanatçı: Karma
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:12
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Karma hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı