karshav zindagi şarkı sözleri
Kya hai yeh zindagi
Kya hai yeh dil lagi
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Kya hai yeh zindagi
Kya hai yeh dil lagi
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Logo ko parakhne ki
Logo ko parakhne ki
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Aurat ke bina koi ghar nai hota
Sab kaam ho jata hai bas sabar nai hota
Aate jate log hai zindagi mein
Sirf baate karne wala humsafar nai hota
Jeeb ko kaat lete hai daant bhi
Rehna chahta hu main shant hi
Aage badh chuka zindagi mein
Tabhi purani ni koi baat ki
Umid rakhi to dil tutna hai laazmi
Mujhse jaan lo yeh baate hai raaz ki
Dard se hi badalta hai aadmi
Raat gayi baat gayi
Mujhe kuch yaad nai
Kya hai yeh zindagi
Kya hai yeh dil lagi
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Kya hai yeh zindagi
Kya hai yeh dil lagi
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Kami to mujhme bhi boht hai
Safar jaari hai aur manzil maut hai
Baate bhari hai
Na dil mein khot hai
Aisa koi nai jisse lagi na chot hai
Dheere dheere aage badhte jana hai
Parivaar hi asli khazana hai
Mujhe haq ka kamana hai
Waqt ka hisaab chukaana hai
Kisi ki parwah na hai
Jisne lootna tha loota
Jitna tootna tha toota
Jo piche chutna tha chuta
Jisko ruthna tha rutha
Na rakhi koi kami
Fir bhi na woh thami
Aankho ki kam na hogi
Kabhi meri nami
Kya hai yeh zindagi
Kya hai yeh dil lagi
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Kya hai yeh zindagi
Kya hai yeh dil lagi
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Logo ko parakhne ki
Logo ko parakhne ki
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami
Logo ko parakhne ki
Logo ko parakhne ki
Logo ko parakhne ki
Mujhme hi hai kami