kartik raman basant aaya (gharana 2.0) şarkı sözleri

Beeta shishir basant hai aaya Beeta shishir basant hai aaya Sab harshit madhumas hai chaaya Sajag hue nirjeev jeev sab Navjeevan ka ankur aaya Beeta shishir basant hai aaya Beeta shishir basant hai aaya Daal daal nav pallav aaye Prakriti ne navjeevan paaya Dekh jhata dharti ki nyaari Jan man harshit ho sukh paaya Phooli sarson jab khete mein Baaghon mein amuva bauraya Mehek manjiri chahun disi phaili Gunjan mein bhavra gunjaaya Beeta shishir basant hai aaya Beeta shishir basant hai aaya Dharti ne dhaani chunar mein Dharti ne dhaani chunar mein Aaj nav vadhu bhesh banaya Koyal jab kuhuke hai ban mein Koyal jab kuhuke hai ban mein Roop madan rati basant laaya Roop madam rati basant laaya Rang bhikharte jab holi ke Hil mil sabne phaag hai gaaya Radha krishna Khele Jamuna Thata Sakhiyana sang hai rang machaya Sakhiyana sang hai rang machaya
Sanatçı: Kartik Raman
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:31
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kartik Raman hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı