kartik upadhyaya pal şarkı sözleri

Kaisa hoga pal, na janey kal Milenge jo hum, do anjane Thodi si nakal, jo tha apna kal Ya hogi shuru, nayi kahani Simta sa hai mera jahan Khilta hai tumse, meherban Sehme se hai hum, jab mile Chalo sune ab, kisse purane Likhhe they jo khat, unko padh Ankhe bhi lagi, muskurane Soona sa hai mera jahan Baitho na kuch pal to yahan Batein huee bass, batao ab Ye meri thi, ya thi hamari kahani Chotte se hai din, ratein aur pal Baithe hi raho, hai zid na karo manmani Kuch palon mein bikhri hai yahan Ankahi kabil daastan Kuch palon mein bikhri hai yahan Tumhari meri daastan
Sanatçı: Kartik Upadhyaya
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:55
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kartik Upadhyaya hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı