karya . her (feat. malloy) şarkı sözleri

Mein bikta bazaron mein nahi na janu m apni hi kimat Tu dikhti sitaron m ni jo kr betha pyar m dekha bs seerat Tu meri hai, meri rahegi Ye baatein tu dhyaan se sun Tu meri duaaon shaamil mein ashkon mein leta tereliye Mein khuli kitaab tu pade n baatein kyun aise na jaane tu de Na karta baat mein tere alawa tu aisa socha na kare Baby tu kaam pe dhyaan de zamaney ko dekha na kr Khaamoshi failati tu jaarhi inn zulfon ka hora asar Chahte girana ye mje Nazron mein teri pr jaane na ye Waakif na meri kahani se Toota tha dil hum judaa na huye Jaane ko jaa tu bhi skti thi Par khudko sambhali rkhi Pata tha aaunga waapis Jo manga m maafi tum danti bhi nahi Sach keh raha mein tujh sa na dekha haseen Tu maane ya ni par tere bin lge ajeeb Sach keh raha mein tujh sa na dekha haseen Kaanto pe na chalna jaana m ban na teri zameen Na krna hai yaad wo din tu roti rahi Dara dia hai shaamon se mene tabhi tu soti nahi Mere alawa tu kisi ki hogi nahi ye pata mujhe Aur tere alawa m kisi ka hona nahi Tu aankhon mein dekh aur kehde ki Hota na tujhe yakeen, hum dubara kese milein Tere khilaaf ab kabhi m jaana nahi Ab tere alawa m kisiko paana nahi Jab tu na thi pass mein Aayi yaad teri kaafi dafa Par m kese karun tumse baat Na pata mje tu ab rehti kahan Yun jaane anjaane mein kar baithe baat Pata na chala hojana hai ishq
Sanatçı: Karya .
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:12
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Karya . hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı