kaun rohan besuri shayari şarkı sözleri

Mai bey-sura Hai Basuri si dhun yeh meri shaayari Mai Bey-sura Woh kehte misfit in the society Mai Bey sura Hai basuri si dhun yeh meri shaayari Mai Bey-sura Aha aha aha aha (yeah) Zamana karta meri lakh jo buraiyaan Na dekhe acha dil na dekhe woh achaiyaan Andhere se thora ishq hai mujhe mai hu akela itna saath mera deti na parchaiyaan Haa maana mujhmein laakh hai buraiyaan Par shabdo se yaadein maine banayi yaha Ya likhta hu mai kore kore kagaz pe armaano ke woh planes jo chuna chahte uchaiyaan (Haye) Toh naa ji mujhe roko mat Mere lafz aane do tum mere hotho par Mai gir ke thakk sa chuka hu mujhko roko mat Bache gaane jo marham bante hai choto par (Haye) Toh naa ji mujhe roko mat Ishq hai khata toh naa ji mujhko toko mat Mai toota iss dafa toh naa ji mujhko jodo mat Waada karo aur kabhi saath mera choro mat Chalo mere saath hai alag yeh mera aashiyan Waha hoti hai nadaan si gustakhiyaan Aur tum bhi ruth jaana mujhse yuhi gaalo ko phulake mai bhi ghutno pe maangunga tum se maafiyaan (Haye) Yeah, alag hai mera aashiyaan Waha hoti hai nadaan si badmaashiyaan Aur tum bhi chup jaana mujhse Khudko meri aakhon mei chupake sapno mei milunga tumse, gracias (Yeah) Aur aata nahi hai yeh mujhe gaana toh Jo samajhna chahe samjhega zamana woh Tujhe dekhe bina jaanu kitni achi tu Haa sach hai mai hu teri baaton ka deewana toh Aur aata nahi hai yeh mujhe gaana toh Jo samajhna chahe samjhega zamana woh Tujhe dekhe bina jaanu kitni achi tu Haa sach hai mai hu teri baaton ka deewana toh Mai Bey-sura Hai Basuri si dhun yeh meri shaayari Mai Bey-sura Woh kehte misfit in the society Mai Bey-sura Hai basuri si dhun yeh meri shaayari Mai Bey-sura Aha aha aha aha
Sanatçı: kaun rohan
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:01
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
kaun rohan hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı