kavita paudwal krishna krishna pyare pyare krishna şarkı sözleri
O Krishna O Krishna tum Prem sudha barsa do
O Krishna O Krishna mann ki trishna ko mita do
Tum toh base ho dil ke Taron mein
Dharti pe tum tum hi sitaron mein
Antara 1
1) pancchiyon mein jaan tumhi se
Nadiya ki pehchan tumhi se
Bahti hawaon mein tum
Charon dishaon mein tum
Tum hi toh ho kan kan mein
Phoolon ke har rang mein tum ho
Gopiyon ke sang mein tum ho
Radha ki preet mein tum
Meera ke geet mein tum
Tum hi toh ho sargam mein
Tumse bahaar hai baharon mein
Nazron mein tum
Tum hi nazaron mein
O Krishna.....
Antara 2
2) Kheton ki haryali mein tum
Pedon ki har daali mein tum
Neele se amber mein tum
Kaale se baadal me tum
Tum hi ho indradhanush mein
Bansari ki taan tumhari
Meethi si muskan tumhari
Geeta ramayan mein tum
Nar mein Narayan mei
n tum
Tum ho hamare karam mein
Naiyaaa hamari hai majdharon mein
Lekar chalo hamko kinaron mein
Natkhat muskan tumhari
Bansi ki taan tumhari
Moh le sabke man ko

