kavya-kriti phir ek dafa şarkı sözleri

Phir ek dafa Aisa kya kiya tha? Aisa kya kiya tha maine yaara? Yaara Aise kyun khafa ho? Aise kyun khafa ho mujhse yaara? Yaara Khamosh kyun baithe dono? Ghabraaya hai dil ab mera, oh whoa Gham tera kyun Na pehchaani main? Nam kyu teri aankhein hui hai? Oh, whoa Bolo zara Baat hai kya Raaste apne kyun hue juda meri baahon mein aa Phir ek dafa Phir ek dafa Kitna bulaaya Kitna bulaya phir bhi tu na aaya, tu na aaya Iss shor mein kyun sannata? Kyun ye tujhko nahi hai satata, oh Kyun na kaandhe pe hai sar tera? Kyun sukoon hai khoya mera, oh Bolo zara Baat hai kya? Raaste apne kyun Hue juda Meri baahon mein aa phir ek dafa Phir ek dafa
Sanatçı: Kavya-Kriti
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi:
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kavya-Kriti hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı