kay mein jaau kaha şarkı sözleri

Raatein meri ab subah ho gayi Tere bina ab mein khone lagi Saansein meri ab toh thamsi gayi Tere bina ab mein khone lagi Tune mere dil ko kya kar diya Na jane yeh kaise khafa ho gaya Pyaar mein tere yeh pagal hua Ab na yeh chahe koi bhi naya Mein jaau kaha Na rehna yaha Na tere bina Mein jaau kaha Aankhon mein mere yeh mausam chupe Aansu ki baarish barasne lage Kya chaha tha ab na hum zinda rahe Zahar tum peelaye hum peetay gaye Sab ne kaha tha yeh hoga nahi Na meine suna na galat na sahi Ab na tum ho ab hai meri bekhudi Waqt se guzaarish tu le chal kahi Mein jaau kaha Na rehna yaha Na tere bina Mein jaau kaha Aa aa aa aa Aa aa aa aa Aa aa aa Mmmm Mein jaau kaha Na rehna yaha Na tere bina Mein jaau kaha Mein jaau kaha Mein jaau kaha Mein jaau kaha Jaau kaha Jaau kaha Jaau kaha
Sanatçı: Kay
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:49
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kay hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı