Label Art

Launda Darbhanga ka (feat. Imran Boy)

label art launda darbhanga ka (feat. imran boy) şarkı sözleri

Main local launda darbhanga ka Har kaam karu masti main Ghumu har basti main q ki Launda darbhanga ka Launda darbhanga ka Main local launda darbhanga ka Har kaam karu masti main Ghumu har basti main q ki Launda darbhanga ka Launda darbhanga ka Darbhanga me main pala hua Darbhanga me hi bara hua Aur sunn meri khopri hateli Jara rahiyo mujhse dur Qki main sarkari main Padha hua Han ye baatein purani jab main Ghumta tha galiyon mein Kahani ye sachi hain Kabhi jata Nahi paheliyon main Meri jaan puri basi hai mere Bhaiyon me Main likhta aisa gana sab bole Tabahi hu main Yeh chhoti si jindagi main Thokare bahut khayi hain tab Jakar baat thodi samajh main Aayi hai yahan koi nahi kisi ka Sab yahan bana ek dusre k liye Khayi hai Kalam h pass aur hath main Junoon tabhi to meri aankhon Ne mujhe duniya dikhayi hai Mujhe rehna hai tayar har pal Ke liye Koi sath nahi hoga Jab kal ke liye Bina mehnat ke kabhi pait Palta nahi Kafi log khare raste mein Chal ke liye Jo bhi halka Samajhte hum halke nahi ha jo Bhi saaf hote dil ke wo darte Nahi hai Ham suraj hai tabhi log jalte hai Ye hum chamkenge apne hi Kal ke liye Main local launda darbhanga ka Har kaam karu masti main Ghumu har basti main q ki Launda darbhanga ka Launda darbhanga ka Darbhanga ka mai local launda Na local baatein meri din bhar Mai likhta rahta studio me Raatein meri Suno tum baatein meri ab thora Dhyan se agli wali lino main Hogi yaaro ki ab baatein thodi Peeche khade hain jitne v sare Hai yaar wo na leke ghume Kabhi hathiyar wo
Sanatçı: Label Art
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:34
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Label Art hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı