lafz band bachpan mera (feat. suraj singh) şarkı sözleri

Geometry box ka compass Aur teacher ki scale Science aur maths mein hum Kabhi pass hue kabhi fail Geometry box ka compass Aur teacher ki scale Science aur maths mein hum Kabhi pass hue kabhi fail Morning ki national anthem Chemistry ki wo lab Jahan sikhi humne khubi Aur jaane apne aib Ye tha bachpan mera Ye tha bachpan mera Garmi ki break ke baad Pehla wo din school ka Khushboo naye panno ki Aur recess ka wo intezaar Sikha tha do aur do hote hain chaar Homework kiya na to padti hai maar Doston ko dilse bulate the yaar Jhagde bhi aise the jismein tha pyar Ye tha bachpan mera Ye tha bachpan mera Ab jo hue hum bade To duniya badal si gayi Manzil pe hain hum khade Par wo khushi hi nahi Milti kyun humko na ab wo jazaa Kyu zindagi mein nahi wo mazaa Haasil kiya jo thi dil ki razaa Khali sa hai dil ho jaise sazaa Ye tha bachpan mera Ye tha bachpan mera
Sanatçı: Lafz Band
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:20
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Lafz Band hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı