lafz band mera mulk (feat. anubhav jaimee) şarkı sözleri

Mera mulk meri shaan meri jaan hai Mera mulk meri shan meri jaan hai Iske waaste fanaah mera jahan hai Humko isse pyar hai Ispe sab nisaar hai Yeh humara abhimaan hai Mera mulk meri shaan meri jaan hai Desh yeh bharat aur hindustan hai Godh mein khelein iski hum Darja bhi maa se nahi kam Godh mein khelein iski hum Darja bhi maa se nahi kam Raksha karenge hum teri Jabtak is jaan mein hai dum Jabtak is jaan mein hai dum Mera mulk meri shaan meri jaan hai Iske naam pe fanaah meri yeh jaan hai Yeh desh hai kisaano ka Hai veeron ka jawaano ka Yeh desh hai kisaano ka Hai veeron ka jawaano ka Na sar jhuke kabhi wo hausala hai aasmaano ka Aasmaano ka aasmaano ka
Sanatçı: Lafz Band
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:08
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Lafz Band hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı