lalit thapa befikar şarkı sözleri

Befikar hai chal diye Kuch bharosa bas liye Roshni ka hai sahara sahara Koi humsafar na humara Thodi saansein bhar liye Khud ko ab ye keh diye Nadi ka hai kinara Kisi ne humko pukara Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu Pahado me hu sama Zindagi bhi hai ranwa Deewana sa mann hai bechara Lehro me dil hai humara Fir wahi kahani hai Musibatein purani hai Ye vaadiyan hai suhani Hai aaj bhi ye dewaani Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu Nighaho ne pucha pata hamara Ye raste he hai ab ghar hamara Ye kaha humne, na pucho humse Kidhar hai jana kidhar hai thikana Nighaho ne pucha pata hamara Ye raste he hai ab ghar hamara Ye kaha humne, na pucho humse Kidhar hai jana kidhar hai thikana Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu mein Behta ja raha hu
Sanatçı: Lalit Thapa
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:54
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Lalit Thapa hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı