m code sapne şarkı sözleri
Maine dekhe jo sapne
Rakha unko hi apne
Paas me, khaas hai
Naaz hai
Apne sapno pe
Maine liye jo vaade
Khudse kiye iraade
Karna hai, ladna hai
Marna hai, issme
Darna kya hai
Kal the jo saath mere aaj kyou nahi
Kin pe yakeen karu kin pe nahi
Zindagi kat rahi Aaj yaha kal kahi
Waqt ka par koi hissab kyou nahi
Beete huwa pal kaise milenge kal
Kal kare so aaj kar aaj hai assal
Fhal meetha sabar ka Mehenga aaj kal
Har saans me aas Kardunga scene badal
Chal hone de jo hona hai
Santulan na khona hai
Haske chupaya maine
Aansuon ka rona hai
Bichona hai
Bina chat ke bichona hai
Khule aasmaan ke neeche
Taare ginke sona hai
Sunle meri baat bro
Main bhi tere saath bro
Bachpan maine bhi Khela
Galliyon me din raat bro
Hard bro
Jab main barsu toh baad bro
Aade tede kaam karke
Diya scene faad bro
Tholo ki maine
Aedh bhagaya tha
Noto ki sahi me
Pedh lagaya tha
Pachhis ko pachas se
Dedh banaya tha
Bhedo ke jhoond me
Bhediya ban gaya
Machaya
Paraya khela nahi
Khud ka rachaya
Kisi se bhi liya
Na kisika main khaya
Koshish na choda kyou ki
Mehenat se diya har
kaam ko anjaam
Dekh Parinaam
Ginne kain din
Kaate kain raat
Kabhi bandhi
Kaazaad
Mushkilon ke bin
Meri naa hai shuruwaat
Bhai Tera one T
Peeche pade aath
Dukh dard sukh sab
Leke main hu rukhsat
Chup chaap jab tak
Saha maine tab tak
Rab ab kab tak
Dhadke dil dhak dhak
Thak gaya pak gaya
Karne laga bak bak
Bharne laga pustak
Socha likha kiya kaam
Jitna mere bas tak
Bola gaaya diya shot
Killer performance tak
Uss waqt
Mathe pe the Pasine
Meri kismat
Haatho se jo likhe the Maine
Nusrat
Bane shabd the mere
Hasrat bhare
Sapno se ghire
Bachpan se jo
Apne the mere
Sach sab karunga main
Anth tak ladunga main
Chand saalo ke liye
Gandh kam karunga main
Bas Dimak ki meri
Tab phati Nass
Court kacheri
Kar di bebass
Mujhe das baar
Ghass na bhi chalega
Sasta sa phook kar
Hasna bhi chalega
Success ki Bhook
Lagi majboot hai
Sur pe bandook
Ki chub rahi nok hai
Top hai Tik tik time bomb
Vispot hai roz
Sab se milta dose
Mehraj yeh Mehraj woh
Karte rehete roz
Roz khoya maine hosh
Dosh mera hi tha
Kosta hu
Zindagi me kiya kya?
Soch ke afsosta hu
Shabdo me hai azaadi
Lafz bure toh barbadi
Neeyat se nek haan
Aadatain buri zarasi
Par zindigi hai safar
Sajda rab ke ghar