mad-n alone şarkı sözleri

Nikaal fenku dil se par nikal wo ni paati Pyar agar ho Sacha mile izzat na zara bhi Is pyar ko tu samjhi na hai tabhi itna door Maine roka toka tujhko to wo lagi tujhe faansi Dua nikle aaj bhi tu khush rahe jaan Main maana tujhko ghar ki par tu maani mahman Saath deti mera to main maanta ni haar Teri fitrat agar pata hoti na karta itna pyar Mar ni sakta chaha ke main bana zinda laash Aaj jiske saath tu kya wo hai same caste Pyar hota dil se tujhe aata na ye waqt Aur na gairo ko sulati apni baahon me tu aaj Sona chahta raaton me main aati ni hai neend par Chain mera le gyi tu saath apni chen kar Utna dukh ni hua mujhe badalna ka tere Jitna sharminda hu aaj main ha khud ke yakeen par Black, check sab pahna main khud me changes laaya tha Jaisi teri choice thi waisa khud ko banaya tha Kaash tu wo hoti jo tu banke dikhati thi Par tu to nikli wo jo mujhe logo ne bataya tha I am alone Na chahiye ab kisi ka text Na chahiye ab kisi ka call But i am alone Main mar chuka jaaneman kabka Na jaanu ye andar hai kaun Yes i am alone I am alone Main tha bugga tera aur tu mera chhota hathi I miss you likha maine sunke aana tha aa jaati Par ho chuka barbaad waapis hona ni aabad Baby kaise main batau ke tu mere liye kya thi Jo tune diya mujhe kaise bhulu main is vaar ko Tu thi jaise shopkeeper main tha Tera barcode I don't have capacity ke tere bina jee loon Koi aao aake seene me ha khanjar me gaad do Din to jaise taise nikal jaate khati raatein hai Kisi ko rula k log kaise khush rah paate hai Main us situation se nikal ke aaya mere dost Jha pe jyadatar log latak pankhe par jaate hai Saath hota tere toh main khana khata bhar pet Pyar ke chakkar mein tere gaya hoon main ghar beth Khud se jyada maine socha tere baare mein Par uski hone se phle tu kia baal body perfect Jo saath hua mere kisi ke saath ho god na Seekhna padega zamane ke saath dodna She knows ke main rah ni sakta uske bina ek din Nahi aata mujhe logo ko ha aise chhodna I am alone Na chahiye ab kisi ka text Na chahiye ab kisi ka call But i am alone Main mar chuka janeman kabka Na jaanu ye andar hai kaun Yes i am alone I am alone
Sanatçı: Mad-N
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:17
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Mad-N hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı