madan pisharody dil toota hai şarkı sözleri

Dil Toota Hai, Har baar ye rootha hai khudse Ye wada raha, Nahin karu sawaal main tumse Tum Naraaz ho Main bhi naraaz hoon Phir ye bekhuda sawaal hai kyun Khudse hi main khafa tumse rootha rahoon Khudko main panaah karun Aaj tumse kahoon, kehta hi rahoon Tumhare bina mera haal kya Mera ye mann, Pukare tujhe Rakhu main tumhara khayaal kyaa Itni bechainiya hai ki khamosh hoon Kaise main bayaan karun Khudse hi main khafa aur main sochta rahoon Ye dil ko salaah karun Din ye mera tham sa gaya Tera hi intezaar hai Mera safar, hai tera safar Ye jeene ka matlab tumhi se hai Phir ye khaamoshiyan hai ya ehsaas hai Ya dil ka daraar hai Kaisa hai faasla, kaisi hai raaste Ye haq main jataaun kaise Dil Toota Hai, Har baar ye rootha hai khudse Ye wada raha, Nahin karu sawaal main tumse Tum Naraaz ho main bhi naraaz hoon Aur ye bekhuda sawaal hai kyun Khudse hi main khafa tumse rootha rahoon Khudko main salaah karun
Sanatçı: Madan Pisharody
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:50
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Madan Pisharody hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı