madan pisharody ye dil ki hai baatein şarkı sözleri

Sun zara In hawaaon se Sun Zara In Fizaaon mein Door hokar bhi Paas aao na Door jaana hai Saath aao na Dil mera Kuch bata raha hai Kho jaaun Ab khayalon mein Ab jo ye pal hai Isse na roku Haath thaame hi Saath chalna hai Ki ye main ab samajh na paaya Sapna ye kya dikhlaya Sapna hai ye jo Woh tumse hua Dil ko main kya samjhaaun Jiyu ya main ghabraaun Jeene laga hoon Bas tum hi wajah Ye dil ki hai baatein Kehne laga hai na Ye dil ki hai baatein Kehne laga hai na Aankhon mein sapne leke so gayi Dil bhi tumhara mujhko chaahe na Nindiya bhi aansuon se bhar gayi Saath hoon tera tu bhi maane na Ye shaamein aur raatein Dhalne lagi hai na Ye dil ki hai baatein Kehne laga hai na Jo ankahi wohi teri meri baatein Kyun udaas hai tu Dil ke paas hai tu Maine nazaron se chaaha tujhe Ye khaamosh aankhen Khulne lagi hai na Ye dil ki hai baatein Kehne laga hai na
Sanatçı: Madan Pisharody
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:19
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Madan Pisharody hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı