n kher chaahatein (feat. anxraag jd) şarkı sözleri
Bin maange teri chaahatein bani
Aur aise teri aadatein badhi
Maine tujhko chaaha kyu kyu tujhko saraha
Aur aisi meri raahatein ghatee
Bin maange teri chaahatein bani
Aur aise teri aadatein badhi
Maine tujhko chaaha kyu kyu tujhko saraha
Aur aisi meri raahatein ghatee
Is safar me jis qadar se tune
Thukraya tha pyaar ko
Har kadam pe dar badar tha chalta
Gale lagaya haar ko
Kam akal thi ya kam shakal thi
Jo na jach paaya ahankar ko
Ek jhalak me mann badal ke tune
Jutlaaya tha yaar ko
Ab dhunde har afsar pe tere kisse ham
Suni raahon pe juni yaadon se hardam piste ham
Gunje ab har pal me mere likhe gham
Toote khaabon ka tu hi kaata jo ho gaye tukde ab
Faisley ko tune meri galtiyaan thehraayi
Arziyon ki meri kaisi asthiyaan bahaayee
Aage chal paaya na hun me peeche mere khaayi
Ae ilaahi tu dede mujhko ab rihaayi
Bin maange teri chaahatein bani
Aur aise teri aadatein badhi
Maine tujhko chaaha kyu kyu tujhko saraha
Aur aisi meri raahatein ghatee
Bin maange teri chaahatein bani
Aur aise teri aadatein badhi
Maine tujhko chaaha kyu kyu tujhko saraha
Aur aisi meri raahatein ghatee
Aise dil ki khwaishe badhi
Par teri vo guzarishein ghati
Par tu mujko na chahe
Fir durr kyu na jaaye
Dil pe ye haalatein kyu rakhi
Ab tu hi na hai
To dil ka kya hai
Teri yaadon se
Dil judaa hai
Teri baatein na
Dil bhula hai
Bhatka rahi mai
Mil khuda se
Puchu mai ke
Mujhe kya hua hai
Is tarah se mera dil dukha
Khudki aankhon me gir chuka mai
Par uski baaho se dil na jaaye
Aisa bhi kya hua
Jo teri aankho me mai na raha
Bewajah har dafa mai
Khudko dukhata raha
Bin maange teri chaahatein bani
Aur aise teri aadatein badhi
Maine tujhko chaaha kyu kyu tujhko saraha
Aur aisi meri raahatein ghatee
Bin maange teri chaahatein bani
Aur aise teri aadatein badhi
Maine tujhko chaaha kyu kyu tujhko saraha
Aur aisi meri raahatein ghatee