n kher faasle şarkı sözleri

Faasle Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle Mere tere beech ke wo faasle Faasle Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle Mere tere beech ke wo faasle Jitne bhi they dur lekin Itne naa they faasle Mere tere beech ke wo faasle Dosti jab gehri thi Akele na tab saas le Khaana peena uthna baithna Saare pantar mere khaas they Paas me Thaali hoti khudki fir bhi wo Khaate mere taat se Wo bhi kitne chaav se Shukravar kii shaam pe Bulate bina bhaav ke Umar chabees Par hard they svabhaav se Janamdin manate jaise aakhri waali raat Haath me uburger lekar chiddiya ko udaa Sairaat ke Gaane pe naache sab saath Befikar chehre bas Milne kii aaghaaz Phir hota mujhko naaz Tab wali baat pe Wo bhi bade shaan se Mu pe mere mujhko gaali Abbu mujhko maante Umar chabees Par hard they svabhaav se Tab ke ye haalath they Faasle Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle Mere tere beech ke wo faasle Faasle Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle Mere tere beech ke wo faasle Badli saari duniya Tab badle iske log Ram jaane sabko laga Kis zamane ka rog Ab to lagte wo to jaise Mere baaju me hii baithey Par mujhko na wo jaante Jaanke bhi mupe hasi par Peeche se wo laat de Ab to jitne paas baithe utne lambe faasle Faaslo se lambe lagne lage Inke raaste Raastein alag aur ravaiiyee de bhet me Bilkul bhi na raas ye Kismat thii phooti jo mujhko hii kosti Boli nakli teri yaari aur sasti sii dosti Mitraancha cha dosh Maitree cha nawta Aakhir mein jaakar wo bani sab pe bhoj thi Wo sochti, Haan... Kaam ko chodkar jo Jumma manaate Kaam ke bahane ab ek dusre ko banaate... phasaate Faasle jo bad gaye they bade gaye they haath se Chidne wo lag gaye they lag gaye they choti sii baat pe Mere hii to saath they jo Mere hii to paas they jo Dikhne lage saaf they wo Mere tere beech ke faasle Jitne kareeb ab unse bade faasle Mere tere beech ke wo faasle Ab ke ye haalath hai
Sanatçı: N Kher
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:53
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
N Kher hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı