naavi mera sahara şarkı sözleri

Ooo Ooo Ab to pehle pehle pehle se khabar thi Aur tha pehle pehle pehle se pata Ik tu hi toh hai aakhri yahin Mera sahara Haan ab toh sachi sachi sachi main kahunga Aur jhooti na hai baat yahaan Ik tu hi toh hai aakhri yahin Mera sahara Haan kaise kaise pal bitaaye hai maine Dekhi kitni hai khafaa Jab bhi doobe meri kashti dikhaya Tune kinara, o yaara Jab giru main tu uthaaye mujhe Jab roun main hasaaye mujhe Jab fasoon main tu chudaaye mujhe Is liye hoon main beparwah Maangu bas main duaa yehi Ho saath aisa Tere jaise ik bharose ka saathi Mile sabko yahan Ab toh pehle pehle pehle se khabar thi Aur tha pehle pehle pehle se pata Ik tu hi toh hai aakhri yahin Mera sahara Haan ab toh sachi sachi sachi main kahunga Aur jhooti na hai baat yahan Ik tu hi to hai aakhri yahin Mera sahara Jab bhi toote koi taara kahin Maangte hai sab duaa Bana meri parchaayi tu hi Aur maanga sirf pyaar Nazar lag na jaaye kahin Apni yaari ko yahaan Buri balayein dikhai na dein Karu main sadka Ab to pehle pehle pehle se khabar thi Aur tha pehle pehle pehle se pata Ik tu hi toh hai aakhri yahin Mera sahara Haan ab toh sachi sachi sachi main kahunga Aur jhooti na hai baat yahaan Ik tu hi toh hai aakhri yahin Mera sahara
Sanatçı: Naavi
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:21
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Naavi hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı