nabeel akbar aashiq (feat. muheet) şarkı sözleri

Taras gaya hun sunnay ko teri awaaz phir se Koi na jaanay jese tum jaano ye haal dil ke Rok lia aansuon ko aankhon ki dehleez pe Tha meri jaan jo wo aaj mere saath nahi hai Thi kal jo zindagi ab hogai kese ajnabi They pehle bhi gham kam nahi par chalo ye ek or sahi Dafnaya jidhar laila ko ho meri bhi qabar wahin Sahi kaha tumne mohabbat mere liye nahi bani Aadat si hogai hai mjhko tanha jeenay ki Nashay mein aksar lagta baatein karti hein tasveerein bhi Tha jesa bhi wo magar apnay liye tw yaar tha Us bewafa se mjhe jaana betahaasha pyaar tha Qatal kardaala jisne mere eitbaar ka Shukriya karna chahta hun mein jaaneman aap ka Ab dil na denge hum kisi ko jese khaali qasam Awaara hogaya mein raatein meri saari jashan Dagmagaata phirey dhundta sahaara leke ghumta sharaabi dil mein yaadon ka kuch bhaari wazan Ird gird mere husun ka bazaar lagey Dil ye mera jaanay kiun bs rukta tjhpe aakay magar Band kartey aankhein aksar mjhko ho tm aatay nazar Chalay gaye jeevan bhar saath nibhaanay ki khaa ke qasam Ro para aasman bhi jese mere saath mein Kaali ghatayein chaaron taraf chaaye kaalay baadal Mere aansu bewafa jo nikaltay is tarah Hotay aankhon se juda kisi or ke liye Jaaneman na hum khafa na kartay kabhi dagha Bas tarasta dil mera tere pyaar ke liye Dillagi mein dil ko esi chot lagi Jeetay ji mjhe wo jese meri maut lagi Tootay huay ko or tum kitna tor sakogey Bichaaray ko tw raha marnay ka bhi khof nahi Kabhi lautenge na pal wo sabhi meine tjhko jo diye Meine mera pyaar yaar dost sab kho diye Na khushi jeet ki na haarnay ka gham raha Kuch apni bhi nahi parwa hoga dekha jayega jo bhi hai Pal mein sanwartay Pal mein jaatay tum bikhar Apni na sahi kamazkam apnon ki tw kar fikar Khush rakhay Khuda unko gaye jo bichar Kuch jo khaas bachay paas meri jaan wo jigar Dikhney mein teri nazar se tw kamaal lagegi Guzregi jab tjhpe tujhe bhi azaab lagegi Qismat pe chalta nahi kisi ka bhi zor Mera gala sookh raha kia sharaab milegi Girey na jang mein hogaye pyaar ka shikaar Sunogey kahaani tumhein bhi mazaak lagegi Kaash maan leta uski mein wo baat Usne kaha bhi tha mjhe wo barbaad kardegi Mere aansu bewafa jo nikaltay is tarah Hotay aankhon se juda kisi or ke liye Jaaneman na hum khafa na kartay kabhi dagha Bas tarasta dil mera tere pyaar ke liye
Sanatçı: Nabeel Akbar
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:13
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Nabeel Akbar hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı