nabeel akbar sada şarkı sözleri

Ya Rab koi dikha mjhe raah ab Thak chuka miley is dard se na raahat Dikhti nai koi umeed ki kiran Tu de mjhe thori or larney ki taaqat Tu hi Maalik Tu hi mera Khaaliq Nahi chup skti Tjhse is dil ki jo haalat Jeena tw chahtay dubara phir hum Par ye dunya nhi deti is cheez ki ijaazat Tor k wo dil jisme Rehta Khuda Kia faida kis kaam ki ibadat Kehte raho saaray mjhko bura Mubarak ho tmko tmhaari sharafat Karwa k sb mjhse apnay gunah Kehte mjhhi ko mein krgya baghawaat Ye rasta mera meine khud se chuna Sbko meri trf se Khuda Hafiz Sach sunne ki agar nhi tmko aadat Tw tm ho munafiq tu nai mere saath ab Milunga tmse mein jis din qayaamat Rakhna mohabbat ko meri salaamat Mat krna meri qabar pe koi sajaawat Mein chor k jarha tmharay liye geet ye Mere jo banchukay meri viraasat Rkhna smbhaal k mere ye kaaghaz Tootay dil k tukray sada tootay dil se nikley Ke suraj phir se nikley hon khatam sab dil se dukhrey Kaho tw sach kabhi tum nafrat karo khul k mjhse Phoolon mein bhi tw tum dekho aksar kaantein chubtey Ana mein jalgaye kuch mitti k khata k putlay Dunya mein sar jo kabhi kisi k aagay na jhuktay Maula dar pe tere bethe apnay teke ghutnay K kisi tarah bus meri ye sada tu sunley Karde Paak mjhko sab mere gunaahon se Manzoor hai mjhko mere liye jo bhi saza tu chunley Khogaya hun mein gumrah bhatakta raahon mein Karde Karam koi dikha mjhko rasta tu phir se Bina darey ai dil mein jo baat kahi Kabhi ye nhi socha kia ghalat kia sahi Lgta hai bura tw phir chor jao mjhe Hun mein gunahgaar magar mein dhokaybaaz nahi Mjhe bardasht nahi Ghalatbaat sahi jaye mjhse kisi ki bkwaas nhi Karway alfaaz nahi kisi ka lihaaz mjhe chahiye jawaab mazeed or ye sawaal nahi Kiska qusoor? kese judayga dil jo ye hochuka choor? Kesa suroor? jese peiron k neeche jo hoti hai dhool Tum mitti k banay tw kesa ghuroor? Nai sab kuch kharid sakta paisa huzoor Mumkin hai esa tw mjhko bata Kharidni hai mjhko ek mere liye rooh Ek lohay ka dil jo tootay na kbhi Hum dekhein jo sapnay puray hon sabhi Maula Tu kr mjhpe thori mehar Nahi Tere Khazaanay mein hogi koi kami Mein chor k jaarha sb kuch apna Mere chahnay waalon ko khush rakhna Kehna nahi kare koi meri fikar Mein sehlunga hass k har dukh apna Tootay dil k tukray sada tootay dil se nikley K suraj phir se nikley hon khatam sab dil se dukhrey Kaho tw sach kabhi tum nafrat karo khul k mjhse Phoolon mein bhi tw tum dekho aksar kaantein chubtey Ana mein jalgaye kuch mitti k khata k putlay Dunya mein sar jo kabhi kisi k aagay na jhuktay Maula dar pe tere bethe apnay teke ghutnay K kisi tarah meri ye sada tu sunley Karde Paak mjhko sab mere gunaahon se Manzoor hai mjhko mere liye jo bhi saza tu chunley Khogaya hun mein gumrah bhatakta raahon mein Karde Karam koi dikha mjhko rasta tu phir se
Sanatçı: Nabeel Akbar
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:13
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Nabeel Akbar hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı