nabeel akbar street soldier şarkı sözleri

Khali jaib rodon se peechey mein noton ke Le aya khudko mein dur kidhar Khoon tapkay honton se sach tujhse bolun Nahi hona chahta mein mashhoor jigar Kanpatti pe pistol hai jo bhi sab nikaal Daba dunga warna zarur trigger Jese ko tesa nahi khaanay ko paisa Tw mjhko tu ziada majboor na kar Karsakta kuch bhi zarurat jab khudki Nahi jeesaktay banke kisi ki katputli Hum roz hi azaadi ki jang lartay khudki Saza mili dugni, uska bhi dukh nahi Badaldeta rang mein baja kar ek chutki Shama se bujhti dila dunga mukhti Marenge wese bhi hum tw sanam Magar foji ke jese ye gardan nahi jhukni Chamakta sitaara usi sarak pe se Dekha jahan pe apnon ko taraptay huay Khaaya tha jo tunay hissay ka mere Mein nikaal lunga daal k laathi halaq mein se Baazi palatney mein lagti nahi der Maazi badal nahi saktay tw khair Raazi har haal mein larnay ko tabhi Na karnay parein phir se kaam wo sab kabhi Na hogi ab kami ab hoga sawera Bachpan se gandagi mein mjhko dhakela Khush hoon mein dur kia aakhir kia pehla Iraaday mazboot mein nehle pe dehla Tha pata nahi kia ghalat kia sahi Jesa bhi tha hum badal tw nahi saktay guzray huay pal ko Agar phir se kal ko kahin larna pare mein rukunga nahi Ready to die sab hadhon ko tor kar Ak47 on my shoulder Mjh jese jo mere saath kharay Jo bhi kartay hum saamnay moo pe bol kar Peejatay gham saaray khushi mein ghol kar Pohanchay manzilon tak nangay paon dor kar Khele khilaadi jo maut ka khel roz Unhi ko kehte hein streets ke soldiers Sapnon ki doron ko thaamay hum chaltay rahe Apnay aap rastay hamaaray khud bantay rahe Jaasaktay waapis ab mur k nahi peechay Hum jaan hatheli par leke nikaltay Sab Rab k bharosay wo girnay nahi deta Jaibon mein note itna gintey nahi paisa Sahi kehte waqt kabhi ek sa nahi rehta Koi esa shakhs nahi ho kal jisne dekha Khela mein jeevan se juwway ki tarah Dikhe na chehra mein dhuwain mein khara Dushman mere kabhi aagay nahi aatay Wo bill mein chupay saaray chuhay ki tarah Saanpon ko qatal mein karta sanpera Mein toofanon k baad jo niklay sawera Mjhme bhari apnon ki umeedein Mein kisi ko haq mera khaanay nahi dera Waqt tera guru or Rab tera rehbar Dil hogaye pathar k kaafi kuch seh kar Apni hifaazat tum khudse karoge Ye asla khilona nahi mardon ka zevar Sab bandookon ka meri taraf nishaana Akela khara tha mehfil mein sach kehkar Geedar k 100 din k jeevan se ziada 4 din ki sher jesi zindagi behtar I do this for living, I do this for family This is 4love mjhko mila nahi Honay na dun kisi cheez ki kami Tu mera homie tw matlab tu family Bantay hein rishtay sirf khoon se nahi Mittay kuch daagh kabhi khoon k nahi Khwahish thi meri honay ki ameer Mein chahta tha banna nahi kabhi celebrity Ready to die sab hadhon ko tor kar Ak47 on my shoulder Mjh jese jo mere saath kharay Jo bhi kartay hum saamnay moo pe bol kar Peejatay gham saaray khushi mein ghol kar Pohanchay manzilon tak nangay paon dor kar Khele khilaadi jo maut ka khel roz Unhi ko kehte hein streets ke soldiers
Sanatçı: Nabeel Akbar
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:12
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Nabeel Akbar hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı