p u s h p resham sa (feat. main narbhaksh) şarkı sözleri

Tere haatho mein Resham sa lipta rahu Teri aankhon ka Kajal sa simta rahu Keh du ya nahi Isharon ki ye guftagu Mera dil hain tera (tera) Fir dil ko satati hain kyun? (kyun?) Meri pehli thi subah Jab tu aayi thi Maine jeene ki wajah tab banai thi Tha suraj bhi khafa Jab sharmai thi Tere peeche ye zindagi rubai si Karne ko baatein hain teri Par aankhon ko tune jo pada hi nahi Gulab kitabon mein teri Par panno ko tune jo palta hi nahi (kyun?) Jo kabhi na behke sharab se Aankhon se teri wo behke hain sahi Isharon se dil ko pada maine Jisme teri koi galti hi nahi (koi galti nahi) Teri aankhon mein Ek dariya hain Jis dariya mein Behka main dooba rahu Tere khwabon mein Khoya hu Ab tujhse main ye kahu Tere haatho mein Resham sa lipta rahu Teri aankhon ka Kajal sa simta rahu (simta rahu) Har din (har din) Tere sang (tere sang) Main chalu hazaro kadam Main milu (main milu) Tujhse yun (tujhse yun) Aise hi saato janam Resham sa Resham sa Resham sa Resham sa Resham sa Resham sa Resham sa Resham sa
Sanatçı: P U S H P
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:40
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
P U S H P hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı