panther द brown no fear şarkı sözleri

Yeah No Fear Yeah Maa ki dua hai saath toh dar kya Main jhukata nahi mera sar kabhi Jab beat pe bajti hai dhadkane sarzameen pe har jana karta feel Kal gawah hai kaha se main guzra hu falsafaa ye samjhenge kal sabhi Ye mard ka thhappa hai maathe pe maine tabhi daba rakhe dard Maa ki dua hai saath toh dar kya Main jhukata nahi mera sar kabhi Jab beat pe bajti hai dhadkane sarzameen pe har jana karta feel Kal gawah hai kaha se main guzra hu falsafaa ye samjhenge kal sabhi Ye mard ka thhappa hai maathe pe maine tabhi daba rakhe dard Ladna seekh gaye, aansu ni bahate aur aisa nahi hai ki chahte ni Hum mehfil sajate har khushi me aur ek bhi dukh hum jatate ni Ab gaano me likhra hu facts main haan ye bas kehne ki baate ni Poori duniya dikha degi jaat tujhe par saath degi bas maa teri Bas usi se milti hai prerna toh ye sher na rukega ab kabhi Jab jeetunga bolenge lucky tha ye zara bhi karte ni trust abhi Fucked up padi thi life jab yaha har shaksh bana tha ajnabi Ye waqt sikha raha hai sab mujhe yaha kaun hai mera kaun matlabi I feel like raftaar jinhe apna samjha wo apne nahi the Sambhala hai ghar baar aur poore main kar raha hu sapne bhi dekh Aate ni jab nateeje dekh jaana hota hai humein tab ni pichhe Rakh yakeen tu le agla retake, fir uth ke bhaagna hai baandh apne feete Chaadar badhegi aadar milega, hoga jo saalo se socha hai Scene ko kha kar hi mitegi bhookh aur bhookha hu jaise mera roza hai Life is harder than kota bro maut ke thoughts yaha roj aaye Just go and give it some more try bro ek do se thodi hota hai Paiso ki kami thi jebe khali par maange ni kisi se Saath me khada tha koi nahi ye niche girane me busy the Ziddi hu kaafi main lada akela badha sabhi paristhiti me Ab ghar pe hi bante hai gaane aur bajte bawe har ek city me Maa ki dua hai saath toh dar kya Main jhukata nahi mera sar kabhi Jab beat pe bajti hai dhadkane sarzameen pe har jana karta feel Kal gawah hai kaha se main guzra hu falsafaa ye samjhenge kal sabhi Ye mard ka thhappa ye maathe pe maine tabhi daba rakhe dard Maa ki dua hai saath toh dar kya Main jhukata nahi mera sar kabhi Jab beat pe bajti hai dhadkane sarzameen pe har jana karta feel Kal gawah hai kaha se main guzra hu falsafaa ye samjhenge kal sabhi Ye mard ka thhappa ye maathe pe maine tabhi daba rakhe dard Mujhe dheet keh lo ya dedicated gaana poora kare bina aati neend nahi Paigam ye hai unke liye jinhe abhi koi umeed nahi unhe aage hoga yakeen nahi Praaaah No Fear Yeah Lesgooo
Sanatçı: Panther द Brown
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:47
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Panther द Brown hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı