panther द brown freetime freestyle şarkı sözleri
Yeah
Yeah
New Music Soon
Main Tera
Yeah yeah yeah
Bin laate tatte maane na tu chaate to chal pochha maar
fat ti inki fir bhi fat te ban na chahte Osama
Khatte karu daant ikhatte leke ghumu do samaan
Khoja na tune rasta par tha kismat ko tune kosa na
Locha na hota kara toh yaha par kab ka hota maam
Rota tha kyuki mujhe banaya wo, main jo tha na
Angan me boya paudha mere tumne, maine jota na
Galti se pohocha tha jaha yaad ab bhi mujhko wo thana
Jo taana dete wo khud hustle ka lagate gota na
Asal ban ne ka lalach baaki fokat ka koi moh tha na
Khwab bade leke nikla, delhi sheher ka ladka Chhota sa
Gaali deta muh pe muh me tere laadunga main gota baa
Kya baat hai kaisa hai bole, keh gaye the saale jo tata
Pen de likh ke de du ki main bin pende ka lota na
Wo paana to banta bawe is bacche ne tha jo thhana
Maine moto rakha ek, RAP, pala bekham ka tota na
Har chautha rapper banta goat memne jitna auda na
Bokechode hai sab ab tak na kamana dough jaana
Jisse liya tha ek daana do Guna karke lautana
Tumhe jaana tha tum chhod gaye, bas ab waqt aane par na laut aana!
Bitchhhhhhhh
Maa kasam jhutha ban ne se behtar pasand karunga maut aana
Pyeah pyeah pyeah pyeah