panther द brown no fear şarkı sözleri
Yeah
No Fear
Yeah
Maa ki dua hai saath toh dar kya
Main jhukata nahi mera sar kabhi
Jab beat pe bajti hai dhadkane sarzameen pe har jana karta feel
Kal gawah hai kaha se main guzra hu falsafaa ye samjhenge kal sabhi
Ye mard ka thhappa hai maathe pe maine tabhi daba rakhe dard

Ladna seekh gaye, aansu ni bahate aur aisa nahi hai ki chahte ni
Hum mehfil sajate har khushi me aur ek bhi dukh hum jatate ni
Ab gaano me likhra hu facts main haan ye bas kehne ki baate ni
Poori duniya dikha degi jaat tujhe par saath degi bas maa teri
Bas usi se milti hai prerna toh ye sher na rukega ab kabhi
Jab jeetunga bolenge lucky tha ye zara bhi karte ni trust abhi
Fucked up padi thi life jab yaha har shaksh bana tha ajnabi
Ye waqt sikha raha hai sab mujhe yaha kaun hai mera kaun matlabi
I feel like raftaar jinhe apna samjha wo apne nahi the
Sambhala hai ghar baar aur poore main kar raha hu sapne bhi dekh
Aate ni jab nateeje dekh jaana hota hai humein tab ni pichhe
Rakh yakeen tu le agla retake, fir uth ke bhaagna hai baandh apne feete
Chaadar badhegi aadar milega, hoga jo saalo se socha hai
Scene ko kha kar hi mitegi bhookh aur bhookha hu jaise mera roza hai
Life is harder than kota bro maut ke thoughts yaha roj aaye
Just go and give it some more try bro ek do se thodi hota hai
Paiso ki kami thi jebe khali par maange ni kisi se
Saath me khada tha koi nahi ye niche girane me busy the
Ziddi hu kaafi main lada akela badha sabhi paristhiti me
Ab ghar pe hi bante hai gaane aur bajte bawe har ek city me
Maa ki dua hai saath toh dar kya
Main jhukata nahi mera sar kabhi
Jab beat pe bajti hai dhadkane sarzameen pe har jana karta feel
Kal gawah hai kaha se main guzra hu falsafaa ye samjhenge kal sabhi
Ye mard ka thhappa ye maathe pe maine tabhi daba rakhe dard

Mujhe dheet keh lo ya dedicated gaana poora kare bina aati neend nahi
Paigam ye hai unke liye jinhe abhi koi umeed nahi unhe aage hoga yakeen nahi
Praaaah
No Fear
Yeah
Lesgooo