qasim virk mai hun wahan şarkı sözleri

Tu mujhe kaise bhool gaya ek raat hy mai Jo humne dekhe jaana vo tou saare khwaab hy thay Hain phir vou toote aise Dil ye mera rootha aise Socha aage barh jaunga zindagi mai aaj hy se Rakha tha dil ke jis makaan mai usse yaad karun Dil ki tijorion mei mai tujhe talash karun Dooriyan hain barh gayi Tum itni door jaa chukay Phir jaana kaise apne dil ko mai abaad karun Ab tou dil hy uth gaya hai mera aashiqui se Mai phirse kaise apne dil ko ab tyaar karun Roz raat dekhta hun chaand asmaan pe Sochta hun chaand hy se dillagi ki baat karun Mai hun wahan Kyun dikhe na tujhe Asmaan chaand thehra jahan Mai hun wahan Teri meri Ankahi daastaan ki Kahani likhi hai jahan Mai hun wahan
Sanatçı: Qasim Virk
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 1:34
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Qasim Virk hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı