qnaal sukoon (feat. vib9) şarkı sözleri
Meine seekha nahi ye school mai
School mai
Kese milta hai sukoon ye
Kaha pe milta hai
Ab main betha dekhu aasma
Aasma
Apna dhundu ab wajood mai
Mera toota ye guroor tab
Mai toota bohot
Jab main mila jaake dhool mai
Dhool mai
Mera itna tha kasoor bas
Ke mai juda tha kuchh asool se
Mujhko papa ne seekhaya ki kya bolta hai kayda
Rishto mai beta kabhi dhundna nahi fayda
Karta mai safai apni rooh ki ab har ek roz
Aata mujhe saaf krna faila hua raita
Kasam khuda ki lage maine aajtak
Kisi ka dil nhi dukhaya hai jaan ke
Toota sitara jab dekha toh usko sambhala
Nhi socha kya sochega chaand ye
Chot jab lagi toh galti ye meri thi
Jeeta rhaa sbko mai khud sa hi maanke
Jab tk maa baap hain tab tk bs jeene do
Mar jauga fir mai khud apni jaan le
Ab sab chaahe mujhko todna
Mai bhi bolu todo shonk se
Khuda ke saamne du peshi meri
Mujhpe zindagi ke court case
Kyu kr rhe mujhe judge sab
Baa-Izzat mai faraar as my lord said
Gaano mein rahuga mai zinda ab mai amar hu
Ab mai nahi marne waala maut se
Meine seekha nahi ye school mai
School mai
Kese milta hai sukoon ye
Kaha pe milta hai
Ab main betha dekhu aasma
Aasma
Apna dhundu ab wajood mai
Mera toota ye guroor tab
Mai toota bohot
Jab main mila jaake dhool mai
Dhool mai
Mera itna tha kasoor bas
Ke mai juda tha kuchh asool se