raakesh blokhra kaisi kahani şarkı sözleri

Kaisi kahani, yeh zindgani Khoye hue sab jaane kahan Kaisi kahani, yeh zindgani Khoye hue sab jaane kahan Aaye kahan se, jaana kidhar hai Yun bekhabar sa apna jahan Dil mein kuch armaan le ke, bhaagte hum rahe Aankhon mein hain khwaab lekin, jaagte hum rahe Kaisi kahani, yeh zindgani Khoye hue sab jaane kahan Manzilon ki chahat mein kyoun, kho gaye in raahon mein Manzilein to bediyon si bandh gayi hai paon mein Unko bhi to dekh jo tere ho gaye teri chahaon mein Pal do pal ka pyar mile to bhar lo apni baahon mein Jaani pehchani, baatein purani, kar rahi hai hum se bayan Kaisi kahani, yeh zindgani? khoye hue sab jaane kahan Do kadam ka yeh safar hai, aaj hai kal kahan Likh le khud apni kahani, aaj hain jo yahan Kaisi kahani, yeh zindgani Khoye hue sab jaane kahan Aaye kahan se, jaana kidhar hai Yun bekhabar sa apna jahan Kaisi Kahani
Sanatçı: Raakesh Blokhra
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:05
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Raakesh Blokhra hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı