raamiz rizvi, amna riaz khizaan şarkı sözleri

Tum aati toh saansein tham jaati theen Zindagi tab hi toh jaan kehlati thi Gulon mein bahaar na thi Tab zindagi udhaar na thi Sisakti saanson se aasman takte thay Chot jab lagti toh bewaja hastay thay Muskurahatein bezaar na theen Kaghaz ki kashtiyaan jahaaz na theen Beparwah tha jahan Ab hain tootay makaan Tamanna-e-sarfaroshi se Mureed-e-dunya Bepardah tere saath Ab hai beech ye deewar Kal thay ashiq-e-la-ilmi aaj Sawar-e-khizaan Khwaab ka tara jaise aasman se toota to yeh Sasta sa ashiq gaya is zameen ke andar jaise Nothing to live for ab hum hain aur ye khamoshi kaise Bataun tum ko ye raaz aur kho doon dil kil masti aise Raat ke do bajay aur mein tumhari sochon mein gum Samajh aata nahi kyun har dua mein shaamil ho tum Bastay yaadon ke sath ab nahi hai koi rahat balkay Sapnay bunta raha us aasman ke neechay kyunke Sisakti saanson se aasman takte thay Chot jab lagti toh bewaja hastay thay Muskurahatein bezaar na theen Kaghaz ki kashtiyaan jahaaz na theen Beparwah tha jahan Ab hain tootay makaan Tamanna-e-sarfaroshi se Mureed-e-dunya Bepardah tere saath Ab hai beech ye deewar Kal thay ashiq-e-la-ilmi aaj Sawar-e-khizaan Khizaan
Sanatçı: Raamiz Rizvi, Amna Riaz
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:44
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Raamiz Rizvi, Amna Riaz hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı