raamiz rizvi, asfand taaray (dou hi khwaab) şarkı sözleri

Hai dil mein lipti woh hasi Ke nazneen hai ya pari haan Dil mera phisal para ab Dhoondta hoon har gali aur Shayari mein bae-basi phir Sochta hoon harr ghari ke Muskurana chahta hoon Saamnay woh jab khari Toh kyun Aasman mein saaray taaray Phir bhi tu Is zameen par din guzaaray Kyun mein likh na paun lafz Jin se raabtay hon farz Jaanay kyun Mein jaan doon Sahara ab hai mil gaya Bahara hai ye dil mera Toh faaslay jo thay sameit loon Thi anjuman ki jo chubhan Sataati thi jo raat din Kya thamm kar aik saans le hi loon Toh kyun Aasman mein saaray taaray Phir bhi tu Is zameen par din guzaaray Keh Likh na paun lafz Jin se raabtay hon farz Jaanay kyun Kyun Aasman mein saaray taaray Phir bhi tu Is zameen par din guzaaray Ke sapnon ka hai dhaag ye Aur do hi khwaab bunn saka mein hoon Na jaanay kyun
Sanatçı: Raamiz Rizvi, Asfand
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:06
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Raamiz Rizvi, Asfand hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı