radar bekaraar şarkı sözleri
Teri aankhon mein yeh duniya saari dekhta hoon main
Tere bina mera koi na yahan
Tere saath jaise paas meri saari jannatein
Tere bina mera koi na jahan
Tera dil mera ghar fir jaaun main kidhar
Tu hi rehti hai mujh mein sadaa
Tera pyaar hai agar meri jaan tujh par
Ek ishaare mein main kar doon fanaa
Humein ho gaya hai pyaar tum se
Ab dil bekaraar tum se
Humein ho gaya hai pyaar tum se
Ab dil bekaraar tum se
Bekaraar bekaraar bekaraar hai
Dil mera
Na jaane kyun
Pyaar hai pyaar hai pyaar hai mera
Tu hi tu
Na jaane kyun
Aankhon mein aasun tere aane nahi doon
Aisa na shabd jo tere baare na likhun
Khayal tera aata mujhko baar baar
Bete yeh din par tere baare mein sochun
Sapno mein hi rehti hai mere
Teri yaad mein dil tanha sa hai
Tu meri dhadkan mein hai chhupi
Meri saansein tujh par kurbaan hai
Tera dil mera ghar fir jaaun main kidhar
Tu hi rehti hai mujh mein sadaa
Tera pyaar hai agar meri jaan tujh par
Ek ishaare mein main kar doon fanaa
Humein ho gaya hai pyaar tum se
Ab dil bekaraar tum se
Humein ho gaya hai pyaar tum se
Ab dil bekaraar tum se
Bekaraar bekaraar bekaraar hai
Dil mera
Na jaane kyun
Pyaar hai pyaar hai pyaar hai mera
Tu hi tu
Na jaane kyun
Humein ho gaya hai pyaar tum se
Ab dil bekaraar tum se
Humein ho gaya hai pyaar tum se
Ab dil bekaraar tum se
Bekaraar...dil
Ho...gaya
Na jaane
Na jaane
Na jaane
Tum se kyun

