radar twisted love (feat. veera muzik) şarkı sözleri

Phoot phoot ke kyun roya teri yaad mein Kitna bura haal hua tere baad mein Na jaane jaadu kaisa tera Chain vain sab lut gaya mera Gaane likhta main, dikkat tujhe usse bhi Shayad jis se pyaar tha, woh main nahi Dua bhi maine thi mangi hi tere naam ki Chahe main choot jaaun, toote na tera ghumaan kabhi Main ghuma dagar dagar, meri jaan thi fikar Magar tujhe meri khushi kabhi aayi na nazar Udaas tu, manaun main, har baar tujhpe hi toh lutaaun main Pyaar nahi, ek sauda tha Khush tu, lekin main rota tha Raaton ko, main nahi sota tha Mere pyaar ko mila tujhse dhokha Woh raatein jo bitaayi, jo yaadein thi gawaein Tu bata, kya wajah Tu lage harjaayi Woh raatein jo bitaayi, jo yaadein thi gawaein Tu bata, kya wajah Kyun baatein hai parayi Tujhse judi yaadein kabhi bhula nahi Hasta rehta main jaise tujhe khoya nahi Hazaar din jeeta main ek mein Aankh khuli sapna dekhun, jaise soya nahi Teri choti baaton mein kyun fasta tha Teri choti baaton pe main hasta tha Khoke tujhme doondha apna raasta Na bikta jo pyaar toh kyun hai daam sasta sa Pehli thi, pad gayi mujhe aadat teri Ab gayi, woh buri thi zarurat meri Waise toh nasha, karta nahi yaar par kya karun Buri thi, jo lagi thi mujhe lat teri Pyaar nahi, ek sauda tha Khush tu, lekin main rota tha Raaton ko, main nahi sota tha Mere pyaar ko mila tujhse dhokha Woh raatein jo bitaayi, jo yaadein thi gawaein Tu bata, kya wajah Tu lage harjaayi Woh raatein jo bitaayi, jo yaadein thi gawaein Tu bata, kya wajah Kyun baatein hai parayi Woh raatein jo bitaayi, jo yaadein thi gawaein Tu bata, kya wajah Tu lage harjaayi Woh raatein jo bitaayi, jo yaadein thi gawaein Tu bata, kya wajah Kyun baatein hai parayi
Sanatçı: Radar
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:05
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Radar hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı